Na dekh aise ki main koi gunaah kar baithu
Na dekh aise ki main koi gunaah kar baithu
kyon-ki, ish duniya main begunaah ko guneih gaar samjha jata hai.
Gar meri jindagi mein tum jo naa aatein,
To jindagi chand panno mein simat kar reh jaati,
Jo khawab dekhe the maine,who phool ki bhanti toot kar bikhar jaatein,
Ek dost ban kar mujhe risto ki ahmiyato ko samjhaya,
Gar meri jindagi mein tum jo naa aatein,
Toh phool ki bhanti toot kar bikhar jaatein…
jaane kya dekh kar main tera deewana hua jaata hoon
jalti hui shamma ka parwana hua jaata hoon
kabhi to ish taraf bhi dekh e jaalim katil
teri ek muskrahat se main jindagi ko yaadgar banana chahta hoon
Jindagi se toh hazzar gile they,
lakin timse milne ke baad
hame jindagi ka saar samajh mein aaya
warna humto jiye jaa rahe they
akela khamosh jindagi
jindagi ke woh sunehre pal
jo humne tumhare sath beetai,
aur baaki unhe yaad karke
jiye jaa rahe hai hum
ab toh jindagi se naa koi ’sikwa’
na koi ‘gila’ na koi ranjo gam
bas tumhe soch kar tumhari tasveer
banai jaa rahe hai hum..